Morpho driver serial number kaise nikale - Aapka Swagat Hai Hamare Blog Tech to ravi me Aaj aapko hum batayenge Kishi Bhi Morpho Driver ka Serial number kaise nikale Aapko Pata hoga ki Aap Agar Koi Kam Karte hai jaise Banking seva ya kisan Regitraion Payneayby ya Spice money ye sab agar aap use karte hai to aapko Morpho device ko Registration karna parta hai uske aapko uska Serial number agar mit jaye ya kisi karan serial number fat jaye to kaise nikale yaha aapko sab step by step dekh sakte hai 2019- 2020.
Ab Aapko Step by Step Bata rahe hai aap niche dekh Sakte hai Sabse pahle Morpho Device ko Apne Computer me lagade Uske Bad Aap apne Computer Ya This PC likha ho Us Par Jakar Mouse Ya Touch Pad Se Right Click Kare Uske Bad { Manage } Ka Option Dikhega Aap Uspe Click Kar Dijiye Jaise Aap Picture Me Dekh Sakte Hai,
Jab AAp Manage optio o open kijiyega to Wah Aapko Sidha { Computer Management } Option me khulega Aapko usme { Device Manager } Ka option ko Choose karna hai Aap niche Photo Me Dekh Sakte Hai,
Device Manager aap jab open kijiyega to aapko use Scrrol karke Sabse niche aana hai or phir aapko { Universal Serial Bus Controllers } Ka optio Dikhega Aapko Uspe CLick Karna hai Aapko Usme [ MorphoSmart CBM ] Aapko Uspe Do Bar Click Karna Hai Uske BAd Aapko Ek Page Open Hoga.
Us Page Me [ MorphoSmart CBM Propaties ] Page Open Hoga Aapko Usme Detials Ke Option Pe Click Karna hai Uske Just Niche Aapko Property Ka Option milega aapko Usme Se [ Device Instance Path ] Is Option Ka Choose Karna hai Uske Bad Aapko Just Niche Aapko Morpho Device Ka Serial Number Dikhega.
Ab AAp Dekh Hai Ki Apke Morpho Device Ka Serial Number Dikh Jayega Niche Photo ME Dekh Sakte Hai
Agar Aapko Hmara Post Achcha Lage Comment Kare Share Kare or Bell Icon Ko Jarur Dabaye.
0 Comments