new domain search me add karna sikhe-new domain search me add karna sikhe-Aapko Bata de ki agar aap new domain kharide hai or aap jab us domain name ko Google search me search Karne par nahi aaye to Kya karna chahiye new domain search me add karna sikhe Blogging ke liye new domain kharid kar aap jab Blog me verify karate hai or aapka blog search me nahi aata to aapko Kya karna chahiye Blog ko Google search console me kaise add kare
New domain ko kaise add Kare yahan sikhe
Aapko bataunga ki aapke blog search me nahi aaye to Kya Kare aapko sabse pahle Chorme Browser me search karna hai
Google Webmaster tools aane ke bad aapko usme Login karna hoga login ho jaye uske bad aapko ,
Jab aap webmaster tools me login ho Jaye to aapko do options dikhega aapko usme Ek aapko {domain new} {URL Prefix} Url prefix me aapko apne link Website link copy karke usme (exampal.com) likha hoga usme aapko past kar dena hai,
uske bad aapko continue pe click karna hai or uske bad aapko done and go property ka option dikhega aapko done kar dena hai uske bad aapka url 1 day ya 2 day save ho jayega
Agar hamara post achhchha lage to apne dosto ke sath share jarur kare thank you
0 Comments