google adsense me login karna sikhe hindi- Iss Post me Janege ki AdSense me login kaise hote hai aapko ek sipmle trick me batayenge AdSense account me login kaise karte hai Hindi me Jane new trick me,
Aapko AdSense account me login Karne ke liye aapko sabse pahle koi bhi Browser me jaye jaise ki ,Opera, Google Chrome, Fairfox, Uc Browser aapko usme Search karna www.google.com Search karna hai, Jab aapko Google search khul Jaye to use type kar ( AdSense ) Likhkar search Karane par aapko aisa page dikhega aap niche dekh sakte hai Adsense search karne ke bad aapka aapko ek [ Make money online ] aapko uspe clik karna hai uske bad aapko new page open hoga Aap phto me dekh sakte hai Ab aapko Sidebar me jo Menu ka option hai aapko usme click kare .
Aapko ye Sing in Buttto par click karna hai aapko ek or page aayega aapko usme apna gmail id dalna hoga Uske Bad next button par click kare ,
Ab aapko apna Pasword Dalna hai uske aap next ke button par click kare aap apne Adsense ke Dashborad par Chale jayiyega or aapko usme Apna Ernings or Add unit Sare Chij aapko dekhne ko mil jayega ,
Note - Agar Aapko hamara Post achha lage to Hamaare Blog ko Subscibe Jarur kare or Bell icon ko jarur Dabaye hamare post ko padhne ke liye bahut bahut Dhanywad or Apne Dosto ke Sath Share Jarur Kare Aapko Niche Share BUtton Mil Jayega,
0 Comments