blogging ki suruaat kaise kare 4steps- Blogging kaise karte hai yahan padhe hindi me
Iss post me hum aapko batayenge ki aap blogging ki suruaat kaise kar sakte blogging karne ke kya kay fayde hai blogging karne ke liye kya kya chahiye simple tricks a me blogging ki suruaat kaise kare 4steps.
1-Aap agar blogging karna chahte or aapko isme agar shouk hai to aapko sabse pahle aapko ek gmail id create karna hoga uske bad aapko aapne jo gmail id create kiye huye hai.
2-Ab aapko apne mobile ya laptop chrome browser ya koi browser kholna hai uske bad aapko uspe search box me aapko (Blogger) search karna hoga jo sabse pale aapko blogger ka link dikhai dega uspe aapko click karna hai or use open karne ke bad aapko {Create a Blog} Ka options dekhdga use aapko click karna hoga or usme aapki sing in karna aapae jo gmail create kiye the use aap gmail or password dalkar login kar lijiye,
3 - Ab aapko new blog Website create karne ka options dikhega usme aapko jo bhi aap website ka name rakhna chahte hai usme aap likh dijiye or phir aap or titel me aap chahe apna name likhiye ya fir website ka heading likh dijiye create ke options par click kar dijiye.
4 - Ab aap isme new post pe click karke aap isme achhi achhi post likhe or usko post kare yad rakhe post jo bhi likhiyega usi ke hisab se aapko POST KA TITLE likhana hai ab aapko hum agli post me batayenge ki blog design kaise karte hai blogging ki suruaat kaise kare 4steps.
Thanks again
0 Comments